All types shayari

                Bewafa sayar

01//Zindagi Main Kabhi Pyaar Karne Ka Man Ho To Apne Dukh Se Pyaar Karna Kyunki…. Duniya Ka Dastoor Hai…!! Jise Jitna Chahoge Use Utna Door Paooge

02//Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hai,
Unke khaton ko pani mein bahakar aaye hai,
Koi nikal kar paadh na le unhe,
Isliye pani mein bhi aag lagake aaye hai…

03//Aisi bewafaai ki ussne ,
mohabbat bhi badnaam ho gayi….
apni mohabbat ki itni kimat vasool ki usne,
ke hamari arthi bhi nilaam ho gayi…

04//Armaano ki ginti to mujhe nahi aati,
Par dil ka ek khayal apse kah du,
Agar pani ki har 1 boond pyar ban jaye,
To tohfe me apko saara samander de du…

05//Aye dil kinare ko kinara na samajh,
Aye dil sahare ko sahara na samajh,
Barish aane par kinare toot jate hain,
Musibat aane par sahare chhooth jate hain.

06//Baheti hui naadi mein unka peaas hain
jalti hui shama mein unki gharmi ka ehesaas hain
kisi aur ke saath ghar basa liya humne
seene mein basi wahi bewafa pyar ka zeher ki raas hain.

07//Bewafa to use kehte hai jo wafa nahi karte,
Agar tumse pyar na hota to tumhe bewafa kaise kehte,
Phirbhi tumne mere pyar ka aisa sila diya hai,
Ke tumhe bewafa kehna bhi bewafai ki tauheen hoti hai…

08//Bewafaa Kuch Dost Ho Gaye Humaare
Jo Humara Intezar Nahi Kartey
Kabhi Humsey Bahut Batain Kiya Kartey They Wo
Ab To Wo Humey Yaad Bhi Nahi Kartey…

09//Bewafai ki kya dava hai yaroo!
Kush kismati uski jiski
Mayyath nikli mehboob ki gali se….
Bathkismathi uski jiski
Mehboob ki baraath nikli uski gali se….

10//Bhul jana yaron itna aasan nahi hota,
Zakhmon ke nishan mitana aasan nahi hota.
Mana ho jisne yaar ko khuda,
Unko chhor jana asaan nahi hota…

11//Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye,
hamse koi rusva na ho jaye,
badi mushkil se koi apna lagne laga hai,
darte hai ki milne se pehle hi koi juda na ho jaye…

12//Dard Se Hum Ab Khelna Seekh Gaye,
Hum Bawafai Ke Saath Jeena Seekh Gaye,
Kya Batayein Kis Kadar Dil Toota Hai Mera,
Maut Se Pehle, Kafan Aud Ker Sona Seekh Gaye….!

13//Dard ki harr ik hadd se ab guzar gaya hoo’n mai,
phir kabhi na simtunga you’n bikhar gaya hoo’n mai…

14//Dheere dheere se ab tere pyaar ka dard kam hua,
Na tere aane ki khushi hui aur na jaane ka gam hua,
Jab log mujhse puchte hain hamari dosti ki dastaan,
Main keh deta hun ki ek fasana tha jo ab khatm hua…

15//Dhoondh kar hum thak chuke,
Kaun si galiyon me jane tum kho gaye.
Ab aur kahan thikana hai is gareeb ka,
Jaakar kabr me khud hi hum so gaye.

16//Dil ke aangan me koi aya he
Saath apne bhar laya he Har taraf phool

17//Dil yeh nadaan na samjhe duniya ki rashmo ko,
Chali hai ishq ka izaar karne..
Lakh manaya padh phir bhi na mana kamwaqt ne
Zaher pi karr bhi rok na paya
Aankhon ki aasuyon ko.

18//Din Me Deepak Jalane Se Kya Hoga ,
Raakh Me Aag Lagane Se Kya Hoga,
Jab Aapko Aati Hi Nahi Hamari Yaad,
Toh Phir Yaad Dilane Se Kya Hoga?

19//Do kadam to sab chal lete hai,
zindgi bhar ka saath koi nahi nibhata,
agar ro kar bhulai jati yaade,
to has kar koi gam na chupata..

20//Dosti ke liye deewane chale aate hai,
Shama ke piche parwane chale ate hain,
Tumhe yaad na aayi par aana meri maut par,
Us din to begane bhi chale aate hai.
21//Dur ho gaye hamare chahne wale,Yaad bahot aaye hume bhulne wale,
Mit gaye the hum jinki chahat mein
Wo kabhi laut ke nahi hain aane wale…

22//Dur jaa ke tumse dur naa ja sake,
kitna roye , kisiko bata naa sake.
Gam ye nahi ki, aap mil na sake,
Dard bas ye hai ki, 1 pal k lie bhi apko bhula naa sake…

23//Gila gila sa yeh samah bhiga raha hai mujhko,
Kisi ke yaad mein yeh dil rula raha hai mujhko,
Dil ki baat poh chaun tum tak kaise yeh zamane ka dar sata raha hai mujhko..

24//Har kisi sey jo hum ney wafa ki
Bus yehi zindagi mein khata ki

25//Har saans mein uski mehak saath hai,
in fizao mein uska ehsaas saath hai,
kaise kahu khudko tanha
jab har dhadkan mein uski yaad saath hai…

26//Har samandar ka ek kinara hota hai,
har rat ka ek savera hota hai,
kyun kar raha hai ye julm a khuda,
kyun har bewafa ka ek diwana hota hai!!!

28//Humne manga tha saath unka,
Woh judai ka gam de gaye!!..
Hum unki yado ke sahare ji lete,
Par woh bhul jaane ki kasam de gaye!!………..

29//Ishq ki baat karte karte kahan se kahan aa gaye ham,
Unki tasveer ka deedar karte karte kahan se kahan aa gaye ham….

30//Jaan kar bhi wo mujhe jaan na paye,
aaj tak wo mujhe pehchaan na paye,
khud he kr li bewafai humne,
taaki unpar koi ilzaam na aaye.
                  
                 Birthday Sayari

01//Aa teri Umar main likh du chand sitaaro se,
Tera janam din main manau phoolon se bahaaron se,
Har ek khubsurti duniya se main le aaoon,
Sajaau yeh mehfil main har haseen nazaaron se.

02//Ae Khuda Mere Yaar Ka Daman Khusiyon Se Saza De,
Uske Janamdin Par Usi Ki Koi Raza De,
Dar Par Tere Aunga Har Saal,
Ki Usko Gile Ki Na Koi Wajah De….

03//Birthday hai aapka, dete hain hum yeh dua,
Ikk baar jo mil jayein hum honge na kabhie judaa,
Saath denge jeevan bhar ka yeh hai hamara wada,
Jaan luta denge tujhpe, hai yeh apna iraada…

04//Ae Khuda Mere Yaar Ka Daman Khusiyon Se Saza De,
Uske Janamdin Par Usi Ki Koi Raza De,
Dar Par Tere Aunga Har Saal,
Ki Usko Gile Ki Na Koi Wajah De….

05//Har lamha apke hothon pe muskan rahe,
Har ghum se aap anjaan rahen,
Jiske sath mehak uthe aapki zindgi,
Hamsha aapke pass woh insan rahe.
Happy Birthday

06//Ugta hua Suraj dua de aapko, Khilta hua phool khushbu de aapko, hum to kuch dene ke kabil nahi hai, dene wala hazaar khushiyan de aapko! HAPPY BIRTH DAY

07//Har pal ne kaha ek pal se… Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao… pal bhar ka saath kuch aisa ho… ki har pal tum hi yaad aao…

08//Aa teri Umar mein likh du chand sitaaro se Tera janam din mein manau phoalo se bahaaro se har ek khubsurti duniya se mein le aau Sajaau yeh mehfil mein har haseen nazaaro se

09//Phool bankar muskarana zindagi, muskarake gum bhulana zindagi, jeet kar koi khush ho to kya hua, haar kar khushiya manana bhi zindagi…

10//Apne yaar ko kya tohfa du. Tumhari is ada pe kya jawab du Apne yaar ko kya tohfa du Koi acha sa phool hota to mangvata mali se Jo khud gulab hai usko kya gulab du…
                   
                    Dard Shayari

01//कांटो सी चुभती है तन्हाई!
अंगारों सी सुलगती है तन्हाई!
कोई आ कर हम दोनों को ज़रा हँसा दे!
मैं रोता हूँ तो रोने लगती है तन्हाई!

02//उल्फत का अक्सर यही दस्तूर होता है!
जिसे चाहो वही अपने से दूर होता है!
दिल टूटकर बिखरता है इस कदर!
जैसे कोई कांच का खिलौना चूर-चूर होता है!

03//दर्द से हाथ न मिलाते तो और क्या करते!
गम के आंसू न बहते तो और क्या करते!
उसने मांगी थी हमसे रौशनी की दुआ!
हम खुद को न जलाते तो और क्या करते!

04//वक़्त नूर को बेनूर बना देता है!
छोटे से जख्म को नासूर बना देता है!
कौन चाहता है अपनों से दूर रहना पर वक़्त सबको मजबूर बना देता है!

05//दिल में है जो दर्द वो दर्द किसे बताएं!
हंसते हुए ये ज़ख्म किसे दिखाएँ!
कहती है ये दुनिया हमे खुश नसीब!
मगर इस नसीब की दास्ताँ किसे बताएं!

06//वो दर्द ही क्या जो आँखों से बह जाए!
वो खुशी ही क्या जो होठों पर रह जाए!
कभी तो समझो मेरी खामोशी को!
वो बात ही क्या जो लफ्ज़ आसानी से कह जायें!

07//दिल के टूटने से नही होती है आवाज़!
आंसू के बहने का नही होता है अंदाज़!
गम का कभी भी हो सकता है आगाज़!
और दर्द के होने का तो बस होता है एहसास!

08// काश यह जालिम जुदाई न होती!
ऐ खुदा तूने यह चीज़ बनायीं न होती!
न हम उनसे मिलते न प्यार होता!
ज़िन्दगी जो अपनी थी वो परायी न होती!

09//हर वक़्त तेरे आने की आस रहती है!
हर पल तुझसे मिलने की प्यास रहती है!
सब कुछ है यहाँ बस तू नही!
इसलिए शायद ये जिंदगी उदास रहती है!

10//सोचा याद न करके थोड़ा तड़पाऊं उनको!
किसी और का नाम लेकर जलाऊं उनको!
पर चोट लगेगी उनको तो दर्द मुझको ही होगा!
अब ये बताओ किस तरह सताऊं उनको!

         
                      Friendship shayri
01//सुबह का हर पल ज़िंदगी दे आपको
दिन का हर लम्हा खुशी दे आपको
जहा गम की हवा छू कर भी न गुज़रे
खुदा वो जन्नत से ज़मीन दे आपको

02//छोटे से दिल में गम बहुत है,
जिन्दगी में मिले जख्म बहुत हैं,
मार ही डालती कब की ये दुनियाँ हमें,
कम्बखत दोस्तों की दुआओं में दम बहुत है.

03//नफरत को हम प्यार देते है .....
प्यार पे खुशियाँ वार देते है ...
बहुत सोच समझकर हमसे कोई वादा करना..
" ऐ दोस्त " हम वादे पर जिदंगी गुजार देते है

04//फूल बनकर मुस्कुराना जिन्दगी है,
मुस्कुरा के गम भूलाना जिन्दगी है,
मिलकर लोग खुश होते है तो क्या हुआ,
बिना मिले दोस्ती निभाना भी जिन्दगी है

05//दोस्ती हर चहरे की मीठी मुस्कान होती है,
दोस्ती ही सुख दुख की पहचान होती है,
रूठ भी गऐ हम तो दिल पर मत लेना,
क्योकि दोस्ती जरा सी नादान होती है...!!!

06//दोस्ती का रिश्ता दो अंजानो को जोड देता है,
हर कदम पर जिन्दगी को नया मोड देता है,
सच्चा दोस्त साथ देता है तब...
जब अपना साया भी साथ छोड देता है
.

Comments

Popular posts from this blog

Musk ने क्रिएटर्स को दिया लाखों रुपये, ट्विटर से आप भी कर सकते हैं कमाई, इस तरीके से X यूजर्स हुए मालामाल

रेलवे ने बढ़ाया खाने-पीने की वस्तुओं का दाम, लेकिन इस नियम से आपको होगा फायदा

जनवरी 2021 में टाटा से लेकर BMW तक के ये मॉडल होंगे लॉन्च, जानिए इनके बारे में...