How to Copy Other website Programing language Script
How to Copy Other website's Language Programing Script
Hello friends...
Dost ye Jo information De Raha hu unlligel hai fir bhi Kisi ke baare Jana koi uparadha nhi hai ye to sirf information ke liye hai..
Chalo bahut huaa ab kam ki baate karte hai step-by-step follow......
1.Pahale App Desktop, Laptop Me Google Chrome Browser {Download Now} ko open kare..
2.Ab Koi Bhi ek Website Ka 'URL' Type kare Search Box me...
3.Ab Website open hone ke bad website ke main page ko Open kijiye
4. Ab website ke upar Right click kare.. @
5. To options aaye Hoga (Image Dekhe) Us options me third Last me "View Page Source" click kare
ya to app Shortcut { Ctrl+U} ka bhi Use kar sakte hai...

6. view page source option ko click karte hi Appke samne page ka programin languages aa jayega kaise :- JavaScript, HTML, PHP,pearl,C,C++, Jitna us website banane me programming languages ka used huaa hai Sab languages Show hoga Bole To Fully Websites Code
7. Ya to Last me option hai ''Inspect element'' me click kar sakte hai ya shortcut {Ctrl+Shift+I} use kar sekte hai.. Dono me kuch khas deferent nhi hai khaire open karne ke baad aap samjh jayenge
""I hope app logo ko ye article samjh me aaya hogaa nhi yaa hoga to uske liye sorry"". Plz comments.....
Comments
Post a Comment