How to See Smartphone Battery graphics And Battery managing
Welcome Dosto Aaj hum Mobile phone ke Battery ki Graphics kaise Denkhte hai ya usse manage kaise karte hai dekhenge.... .
Dosto aap
Log Smartphone use karte hai , app log to jante hi hai smartphone ki kya Khubi hai Chalo aap nhi jante to mai hi bata deta hu ki battery bahut jaldi khatm hoti hai yane 'discharge' hoti hai, To app sochate hai battery etni jaldi low kaise ho jati hai ,
aap kuch nhi samjh pate hai mai appko batata hu app ki battery kaha jada used hoti hai , App Mujhe Step-by-step Follow kare aapko pata chal jayega ki battery low kaise hoti hai,or kaha use hoti hai or isse manage kaise kare ya kam khapat kaise kare chalo ab aage dekhte hai.....
1.first me aap setting me jaye
2.ab Battery option ko click kare
Ab app dekh sakte hai ki app ki battery ki Graphics ki app ki battery ki utar-chadaw kaha kaha use hua hai usko...
3.ab App thoda niche jayege to to app ko dikhega ki app ki battery kis-kis application mai kitna use hua hai..
4.ab app battery ki graphic mai ek click karere..
5.appke Smartphone battery ka present % dekh sakte hai...
6.appka smartphone Kitna Time se Chal RHA hai ya On hai...
7.Cellular Network Dekh sakte hai app internet Chaley hai ya kissi se baat kiye Usme kitna battery Khatm hua..
8.Yaha App Wi-Fi me Kitna time Kya kiye hai ya kita use kiye hai battery kitna used hua aap dekh sakte hai...
9.awake
10. App dekh Sakte hai app ka smartphone Ki screen Me kitna battery used hua... Note:- Agar isse Kam nhi banta To App "Battery Saver application" Play Store Se Download Kar sakte hai... Ab app log soch rahe hoge ki battery savings Ka to tarika hi nhi bataya Don't worry bata hu...
11. Me app dekh sakte hai ki ek back ka Arrow laga hua hai us par ek click kare..
12. App dekhenge Ki yaha par : Ayesa karke ek arrow hoga par click karege to ek option ayega Battery Saving kar ke us me click karege to ek New window Khulegi Usse app battery saving Mode on kar sakte hai....
{ I Hope Ki appko achhe se samjh ayega agar nhi Aaya hoga to sorry try back}
Comments
Post a Comment